Friday, October 7, 2011

Tumhaari Saalgirah par


Ajeeb Saanehaa Guzraa hai mujh pe Aaj ki Shaam.
Main Aaj Shaam Tumhaaray Hijr mein Udaas Naa Tha.
Ab ek Saal to yeh ek Gham hi Kaafi hai.
Tumhaari Saalgirah par Tumharay Paas naa thaa.

No comments:

Post a Comment