Friday, August 27, 2010

kuch log matlab k

Kuch Log Matlab K Liye Dhundte Hain Mujhko

Bin Matlab Jo Ayen
To Kya Baat Hai.

Qatal Kar K To Sab
Le Jayenge Dil Mera,

Koi Chahat Se Le Jaye
To Kya Baat Hai.

No comments:

Post a Comment