Thursday, July 15, 2010

mein tor leta agar woh

Mein tor leta agar woh gulab hoti,

Mein jawab banta agar woh sawal hoti,

Sab jante hain mein nasha nahi karta,

Phir bhi pee leta agar woh sharab hoti.

No comments:

Post a Comment