Thursday, July 15, 2010

intizar k lamhon ka maza

Intizar k lamhon ka maza ajeeb hai,

us k pyar ki saza ajeeb hai,

Main usay yaad kia karti hon subah shaam,

Aur us k khamosh rehnay ki ada ajeeb hai.

No comments:

Post a Comment