"TEEN CHEEZAIN"
3cheezain aik jaga parwarish pati hain,
1. PHOOL, 2. Kanta, 3. Khusbu.
3 cheezain har aik ko milti hain,
1. Khushi, 2. Gham, 3. Mout.
3 cheezain har aik ki mukhtalif hoti hain,
1. Soorat, 2. Seerat, 3. Qismat.
3 cheezon ko kabhi chota na samjhen,
1. Qarz, 2. Farz, 3. Marz.
No comments:
Post a Comment